Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeK L Saigal
HomeK L Saigal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ghum diye mustqil kitna naazuk hai dil yeh na jaana haaye haaye ye zaalim zamaana de uthe daag lo usse hai mahino keh sunaana haaye haaye ye zaalim zamaana dil ke haathon se daaman chhuda kar ghum ki nazron se nazrein bacha kar dil ke haathon se daaman chhuda kar ghum ki nazron se nazrein bacha kar uth ke wo chal diye kehte hi reh gaye hum fasaana haaye haaye ye zaalim zamaana koi meri ye roodaad dekhe yeh muhabbat ki bedaad dekhe koi meri ye roodaad dekhe yeh muhabbat ki bedaad dekhe phuk raha hai jigar pad raha hai magar muskurana haaye haaye ye zaalim zamaana ghum diye mustqil kitna naazuk hai dil yeh na jaana haaye haaye ye zaalim zamaana
hat gayi lo kaali ghataa chhitak rahe taare chhitak rahe taare hat gayi lo kaali ghataa chhitak rahe taare chhitak rahe taare man ki umang taraj khadi akhiyan ki jyot badhi man ki umang taraj khadi akhiyan ki jyot badhi prem lagan se lau uthi prem lagan se lau uthi bujhe diye baare hat gayi lo kaali ghataa chhitak rahe taare chhitak rahe taare doobi aas phir se phiri jal mein jaise jal ki pari doobi aas phir se phiri jal mein jaise jal ki pari soti jyot jaag gayi jaag gayi soti jyot jaag gayi din phire humaare hat gayi lo kaali ghataa chhitak rahe taare chhitak rahe taare aajaa aajaa aajaa mere paas tan man dhan sab ki aas dagar paar paat paat karti kyun ishaare dagar paar paat paat karti kyun ishaare hat gayi lo kaali ghataa chhitak rahe taare chhitak rahe taare
hum apna unhen bana na sake hum apna unhen bana na sake kho kar bhi unko paa na sake kho kar bhi unko paa na sake paa na sake hum apna unhen bana na sake hum apna unhen bana na sake ghulshan se ghulshan se hum uktaaye the ghulshan se ghulshan se hum uktaaye the khud daam mein phasne aaye the khud daam mein phasne aaye the saiyaad ko ye samjhaa na sake saiyaad ko ye samjhaa na sake samjha na sake hum apna unhen bana na sake hum apna unhen bana na sake jaan to pe jaan to pe nichhavar karte hai jaan to pe jaan to pe nichhavar karte hai marte hain zaalim marte hain marte hain zaalim marte hain do lafz jabaan par laa na sake do lafz jabaan par laa na sake hum laa na sake hum apna unhen bana na sake hum apna unhen bana na sake wo bole wo bole wo bole muhabbat ki hai kabhi wo bole wo bole wo bole wo bole muhabbat ki hai kabhi kya jaan kisi pe di hai kabhi kya jaan kisi pe di hai kabhi dil cheer ke hum dikhlaa na sake dil cheer ke hum dikhlaa na sake dikhlaa na sake samjha
aa aaa jaag aur dekh zaraa aalam e veeraan meraa subah ke bhes mein nikla hai ghareebaan mera subah ke bhes mein nikla hai ghareebaan mera jaag aur dekh zaraa aalam e veeraan meraa subah ke bhes mein nikla hai ghareebaan mera subah ke bhes mein nikla hai ghareebaan mera band aankhen kiye yun jaag rahaa hoon shab e ghum band aankhen kiye yun jaag rahaa hoon shab e ghum ke unhe aaye nazar khwaab e parishaan meraa ke unhey ke unhe aaye nazar khwaab e parishaan meraa muddaton boo e wafaa aayegi butkhaanon se muddaton boo e wafaa aayegi butkhaanon se ood ban ban ke jalaa hai dil e sozaan meraa ood ban ban ke jalaa hai dil e sozaan meraa tumhen kyun madde nazar ab haaye tumhen kyun madde nazar ab hai kharaabi is ki tumhen kyun madde nazar ab hai kharaabi is ki tum to kehte the ke ghar hai dil e insaan meraa tum to kehte the ke ghar hai dil e insaan meraa pad gayi kis ki nigaahen matabassum seemaab pad gayi kis ki nigaahen matabassum seemaab ho gayaa harf e halak daftar e
jab dil hi toot gaya jab dil hi toot gaya hum jee ke kya karenge hum jee ke kya karenge jab dil hi toot gaya jab dil hi toot gaya ulfat kaa diyaa humne iss dil mein jalaaya tha ulfat kaa diyaa humne iss dil mein jalaaya tha ummeed ke phoolon se iss ghar ko sajjayaa tha ummeed ke phoolon se iss ghar ko sajjayaa tha ek bhedi loot gaya ek bhedi loot gaya hum jee ke kya karenge hum jee ke kya karenge jab dil hi toot gaya maaloom naa tha itni mushkil hai meri raahen mushkil hai meri raahen maaloom naa tha itni mushkil hai meri raahen mushkil hai meri raahen armaan ke bahe aansoon hansrat ne bhari aanhen armaan ke bahe aansoon hansrat ne bhari aanhen har saathi chhoot gaya har saathi chhoot gaya hum jee ke kya karenge hum jee ke kya karenge jab dil hi toot gaya
Jeene Ka Dhang
jeevan asha yeh hai meri jeevan asha yeh hai jitne sahaare toot chuke hain sabka sahaara ye hai meri jeevan asha yeh hai meri jeevan asha yeh hai yehi meri saari punji yehi sab yehi sab dhan maaya hai yehi meri saari punji yehi sab yehi sab dhan maaya hai aankhon ki thandak man ki dhaaras aankhon ki thandak man ki dhaaras aur andaata ye hai meri jeevan asha yeh hai meri jeevan asha yeh hai yehi yehi hai mujhko heera panna yehi hai moti moonga naam hai jiska ek duwanni saara khazaana ye hai ye jo gayi to gaya khazaana aas gayi aas gayi aur jaan gayi ye jo gayi to gaya khazaana aas gayi aas gayi aur jaan gayi saare sahaare saare sahaare toot naa jaayen dil ko dhadkaa ye hai dil ko dhadkaa ye hai jeevan aashaaaaaaa
jeevan been madhur na baaje jhoothe padh gaye taar bigde kaath se kaam bane kya megh baje na malhaar bigde kaath se kaam bane kya megh baje na malhaar pancham chhedo madhyam bole kharaj bane gandhar aaaaaaaaaaaa pancham chhedo madhyam bole kharaj bane gandhar been ke jhuthe pad gaye taar been ke jhuthe pad gaye taar jeevan been madhur na baaje jhoothe pad gaye taar been ke jhoothe pad gaye taar in taaron ko kholo in tarbhon ko phenko phenko in taaron ko kholo in tarbhon ko phenko phenko in taaron ko kholo uttam taar nayi tarbhen ho tab ho naya shringaar uttam taar nayi tarbhen ho tab ho naya shringaar jis parde se jo sur bole goonj uthe sansaar been ke jhuthe pad gaye taar jeevan been madhur na baaje jhoothe pad gaye taar been ke jhoothe pad gaye taar bajne ko hai goonj nagaada hona hai sabse chhutkaara bajne ko hai goonj nagaada hona hai sabse chhutkaara apna jo hai use samajh lo wo bhi nahin humaara apna jo hai use samajh lo wo bhi nahin humaara
jeevan ka sukh aaj prabhu mohe jeevan ka sukh aaj haan jeevan ka sukh aaj prabhu mohe jeevan ka sukh aaj haan jal thal naache jungle naache jal thal naache jungle naache naache van ka mora jal thal naache jungle naache jal thal naache jungle naache naache van ka mora jhoom jhoom phoolan par naache jhoom jhoom phoolan parrrrr naache jhoom jhoom phoolan par naache ras ka lobhi bhanwra prabhu jeevan ka sukh aaj aaaa aaaa jeevan ka sukh aaj prabhu mohe jeevan ka sukh aaj haan jeevan ka sukh aaj prabhu mohe jeevan ka sukh aaj haan jeevan ka sukh aaj prabhu mohe jeevan ka sukh aaj haan jal thal naache jungle naache jal thal naache jungle naache naache van ka mora jhoom jhoom phoolan par naache jhoom jhoom phoolan parrrrr naache jhoom jhoom phoolan par naache ras ka lobhi bhanwra prabhu jeevan ka sukh aaj aaaa aaaa jeevan ka sukh aaj prabhu mohe jeevan ka sukh aaj haan
taaa ta na na taaaa taaa na taa na na na ta na na ta na naa naaaa taa na na ta na jhulanaa jhulaaye aao ri jhulanaa jhulaaye jhulaao ri jhulanaa jhulaaye jhulaaao ri jhulanaa jhulaaye aao ri ambuvaa ki daali pe koyal bole ramaa koyal bole ramaa koyal bole haan haan haan re koyal bole kuk kuk jiyaa le jhulanaa jhulaao aao ri jhulanaa jhulaao jhulaao ri jhulanaa jhulaao jhulaao ri jhulanaa jhulaao jhulaao ri ambuvaa ki daali pe koyal bole ramaa koyal bole kuk kuk jiyaa le jhulanaa jhulaao aao ri jhulanaa jhulaaye nanhi nanhi boond boondaniyaa nanhi nanhi boond boondaniyaa nanhi nanhi boond boondaniyaa nanhi nanhi boond boondaniyaa nanhi nanhi boond boondaniyaa nanhi nanhi boond boondaniyaa nanhi nanhi boond boondaniyaa barasaa phuhaar abahun na aaye baalamavaa haay jhulanaa jhulaaye aao ri jhulanaa jhulaaye aa aa aa aa aaye re aa aa aa aaye re aa aa aa aa aa aa ye re aa aa aa aa aa ye re aa aa aa aa aa ye re aa aa aa aa aa aa ye re jhulanaa jhulaao ri aa ri jhulanaa
eeee matwalepane se jo khataa jhoom padi hai chhaati se dhuan utha hai jo bund padi hai chhaati se dhuan utha hai jo bund padi hai chhaati se dhuan utha hai jo bund padi hai haan aur suna kuchh wo bura ho ki bhala hooo haan aur suna kuchh wo bura ho ki bhala hooo are jo baat tere munh ki hai moti ki ladi hai jo baat tere munh ki hai moti ki ladi hai jo baat tere munh ki hai moti ki ladi hai rehna nahin is desh mein jaun to kidhar jaun rehna nahin is desh mein jaun to kidhar jaun rastaa hai kathin oss kade dhup kadi hai rastaa hai kathin oss kade dhup kadi hai wo bhi koi jeena hai dukhon se jo bhara ho wo bhi koi jeena hai dukhon se jo bhara ho hai saans ki ik phaans kaleje mein gadi hai hai saans ki ik phaans kaleje mein gadi hai haan bedhadak aye aarazu ab keh do khari baat haan bedhadak aye aarazu ab keh do khari baat rassi bhi yahin rakhi hai sooli bhi khadi hai rassi bhi yahin rakhi hai sooli bhi khadi hai
jo beet chuki so beet chuki jo beet chuki so beet chuki ab uski yaad sataaye kyun ab uski yaad sataaye kyun jo beet chuki so beet chuki jo beet chuki so beet chuki khush rehne waali soorat pe chinta ki badli chhaaye kyun khush rehne waali soorat pe chinta ki badli chhaaye kyun jo beet chuki so beet chuki jo beet chuki so beet chuki samaan kar dil behlaane ka pyaale mein dabo de sab chinta samaan kar dil behlaane ka pyaale mein dabo de sab chinta wo dil jo piye jaa kehtaa thaa wo dil jo piye jaa kehtaa thaa ab jaam wohi thukraaye kyun ab jaam wohi thukraaye kyun phoolon se jisko nafrat ho unki khushboo se vehshat ho phoolon se jisko nafrat ho unki khushboo se vehshat ho jis dil ki machalnaa aadat ho jis dil ki machalnaa aadat ho phir koi usey behlaaye kyun phir koi usey behlaaye kyun
aaa kaahe gumaan kare rii gorii kaahe gumaan kare ae rii gorii kaahe gumaan kare gumaan kare rii gorii kaahe gumaan kare ae rii gorii kaahe gumaan kare rang gulaabi hai nayanan mein rang gulaabi hai nayanan mein ab kyun laali bhare rii gorii ab kyun laali bhare rii gorii ab kyun laali bhare rii gorii ab kyun laali bhare kyun gorii ab kyun laalii bhare rii gorii kaahe gumaan kare rii gorii kaahe gumaan kare ye akhiyaan ras kii pichakaarii ye akhiyaaan ras kii pichakaarii ye akhiyaan ras kii pichakaarii chitavan baankii kaahe tihaarii chitavan baankii kaahe tihaarii chitavan baankii kaahe tihaarii kaun chook aisii bhayi hum se kaun chook aisii bhayi hum se kachhu na samajh pare rii gorii kachhu na samajh pare rii gorii kachhu na samajh pare rii gorii kachhu na samajh pare rii gorii kaahe gumaan kare rii gorii kaahe gumaan kare
kadam chale aage man paachhe bhaage kadam chale aage man paachhe bhaage kaisaa hai ye jaal moh kaa kaisaa hai ye jaal moh kaa kaise pakke dhaage man paachhe bhaage kadam chale aage man paachhe bhaage main bisraaun wo yaad aayi main bisraaun wo yaad aayi saath saath unke parchhaayin main bisraaun wo yaad aayi saath saath unke parchhaayin kaise un se aankh churaayen kaise un se aankh churaayen jin se nainaa laage man paachhe bhaage kadam chale aage man paachhe bhaage more mandir prabhu tum bas jaawo more mandir prabhu tum bas jaawo man se chintaa moh chhudaawo more mandir prabhu tum bas jaawo man se chintaa moh chhudaawo murli par yahi ter sunaao murli par yahi ter sunaao wahin saweraa jahaan jaage man paachhe bhaage kadam chale aage man paachhe bhaage
kar leejiye chalkar meri jannat ke nazaare jannat ye banaayi hai mohabbat ke sahaare phoolon se liya rang sitaaron se ujaala har cheez ko ik noor ke saanche mein hai dhaala is khwaab ki basti ka falak hai na zamin hai is husn ki duniya ki har ek cheez hasin hai roshan hai fiza aur nahin chaand sitaare jannat ye banaayi hai mohabbat ke sahaare gaati hai khushi nagme to hansta hai wahaan ghum kaliyon ki hansi dekh ke roti nahin shabnam fitrat ki zabaan par kahin masti ka fasaana chheda hai khaamoshi ne bhi purkaif taraana kuchh soye to kuchh jaage huye mast nazaare jannat ye banaayi hai mohabbat ke sahaare athkheliyaan karti huyi chalti hain hawaayen nagmon ki hai barsaat to zulfon ki ghataayen rangeen huyi aur bhi jannat ki kahaani wo dekhiye wo dekhiye jhoole pe roohi ki jawaani betaab kiye dete hain maasoom ishaare masoom ishaare
aaaaaa aaaaa haaaa haaa karun kya aas niraas bhayi karun kya aas niraas bhayi karun kya aas niraas bhayi karun kya aas niraas bhayi diya bhujhe phir se jal jaaye raat andheri jaaye din aaye diya bhujhe phir se jal jaaye raat andheri jaaye din aaye mitti aas hai jyot ankhiyan ki mitti aas hai jyot ankhiyan ki samjho gayi to gayi karun kya aas niraas bhayi karun kya aas niraas bhayi karun kya aas niraas bhayi jab naa kisi ne raah sujhaayi dil se ek aawaaz ye aayi jab naa kisi ne raah sujhaayi dil se ek aawaaz ye aayi himmat baandh sabal badh aage rok nahin hai koi himmat baandh sabal badh aage rok nahin hai koi kaho naa aas niraas bhayi kaho naa aas niraas bhayi karna hoga purn ka paani dena hogi har qurbaani himmat hai itni to samjh le himmat hai itni to samjh le aas bandhegi nayi aas bandhegi nayi kaho naa aas niraas bhayi kaho naa aas niraas bhayi kaho naa aas niraas bhayi
Kaun Bujhave Ram
kis ne kis ne kis ne ye sab khel rachaayaa kis ne ye sab saaj sajaayaa apne aap sabhi kuchh karke apnaa aap chhipaayaa apnaa aap chhipaayaa kis ne komal komal pyaare paudhe komal komal pyaare paudhe dhaan paan matwaare paudhe inke upar aakar chhidki rang roop ki maayaa inke upar aakar chhidki rang roop ki maayaa apne aap sabhi kuchh karke apnaa aap chhipaayaa apnaa aap chhipaayaa kis ne andhere mein sote the ye bilkul besudh hote the ye andhere mein sote the ye bilkul besudh hote the ye neend kuri ke madmaaton ko neend se aan jagaayaa neend kuri ke madmaaton ko neend se aan jagaayaa apne aap sabhi kuchh karke apnaa aap chhipaayaa apnaa aap chhipaayaa kis ne hara bhara guldaar khila hai sarson ka sansaar khila hai dekh dekh man mein sukh howat akhiyaan noor samaaya dekh dekh man mein sukh howat akhiyaan noor samaaya apne aap sabhi kuchh karke apnaa aap chhipaayaa apnaa aap chhipaayaa kis ne kis ne
kya humne kya humne bigaada hai kyun humko sataate ho kya humne bigaada hai kyun humko sataate ho hum khelenge jis dil se hum khelenge jis dil se hum khelenge jis dil se us dil ko chhupaate ho hum khelenge jis dil se us dil ko chhupaate ho us dil ko chhupaate ho kya humne bigaada hai kyun humko sataate ho kya humne bigaada hai kyun humko sataate ho chhupte bhi nahin zaalim chhupte bhi nahin zaalim na saamne aate ho chhupte bhi nahin zaalim na saamne aate ho na saamne aate ho hum aate hain to qaatil hum aate hain to qaatil hum aate hain to qaatil tum aankh churaate ho hum aate hain to qaatil tum aankh churaate ho tum aankh churaate ho kya humne bigaada hai kyun humko sataate ho bande hain wafa ke humen harjaayi se kya kaam bande hain wafa ke humen harjaayi se kya kaam humen harjaayi se kya kaam humen harjaayi se kya kaam hum khoob samjhte hain hum khoob samjhte hain hum khoob samjhte hain tum humko banaate ho hum khoob samjhte hain tum humko banaate ho tum humko
aaa aaaaa lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot nainon ke teer mohe maar gayo saiyaan nainon ke teer mohe maar gayo saiyaan o lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot aan ajaan ki main nahin jaanun re aan ajaan ki main nahin jaanun re ghayal kar ke haaye ghayal kar ke haaye ghayal kar ke sidhaar gayo saiyaan lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot kuchh maajra sunaata hoon main husn o ishq ka laila ki ek aas mein deewaana kais tha baad e fana tha donon ka madpan juda juda lekin wo dono qabron se aati thi ye sada lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot gor se majnu ke ja puchaa kisi ne ye sakhun yaad kuchh laila ki ab bhi baaki hai o khasta tan aa hasan ji bhar ke bola khainch kar munh se kafan lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ghum Diye Mustqil Shahjehan (1946) 02:56 14215
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Kundan Lal Saigal, Ragini
Raag- 
Asavari
Duration : 02:56   Song Number : 14215   

Hat Gai Lo Kali Ghata Lagan (1941) 02:37 13043
 
Poster of Lagan (1941)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1941
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K L Saigal
Duration : 02:37   Song Number : 13043   

Hum Apna Unhen Bhanwara (1944) 03:39 11220
 
Poster of Bhanwara (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Kundan Lal Saigal
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:39   Song Number : 11220   

Jaag Aur Dekh Zara Alam e Veeran Mera K L Saigal 03:21 39403
 
Poster of K L Saigal
 
Category
Ghazal
Lyricist
Seemab Akbarabadi
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:21   Song Number : 39403   

Jab Dil Hi Toot Gaya Shahjehan (1946) 03:33 20630
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal, Ragini
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:33   Song Number : 20630   

Jeene Ka Dhang Parwana (1947) 03:15 33014
 
Poster of Parwana (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Khursheed Anwar
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:15   Song Number : 33014   

Jeevan Asha Ye Hai Meri Zindagi (1940) 03:00 40761
 
Poster of Zindagi (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:00   Song Number : 40761   

Jeevan Been Madhur Street Singer (1938) 03:22 40759
 
Poster of Street Singer (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 03:22   Song Number : 40759   

Jeevan Ka Sukh Aaj Prabhu Mohe Dhoop Chhaon (1935) 03:39 12841
 
Poster of Dhoop Chhaon (1935)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1935
Lyricist
Pt Sudarshan
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:39   Song Number : 12841   

Jhulana Jhulao K L Saigal 04:06 38276
 
Poster of K L Saigal
 
Category
Hindi Non Film
Singer- 
K L Saigal
Duration : 04:06   Song Number : 38276   

Jo Baat Tere Munh Ki Hai K L Saigal 03:36 37053
 
Poster of K L Saigal
 
Category
Hindi Non Film
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:36   Song Number : 37053   

Jo Beet Chuki Pujarin (1936) 03:08 32758
 
Poster of Pujarin (1936)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1936
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Timir Baran
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 03:08   Song Number : 32758   

Kaahe Gumaan Kare Tansen (1943) 03:07 11234
 
Poster of Tansen (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Indra
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Bhagwan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:07   Song Number : 11234   

Kadam Chale Aaye Bhakta Surdas (1942) 03:20 40740
 
Poster of Bhakta Surdas (1942)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1942
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Gyan Dutt
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:20   Song Number : 40740   

Kar Lijiye Chalkar Shahjehan (1946) 05:33 40704
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 05:33   Song Number : 40704   

Karun Kya Aas Niraas Dushman (1939) 03:25 11222
 
Poster of Dushman (1939)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1939
Lyricist
Aarzu Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 03:25   Song Number : 11222   

Kaun Bujhave Ram Bhajan 03:24 36343
 
Poster of Bhajan
 
Category
Bhajan
Lyricist
D N Madhok
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:24   Song Number : 36343   

Kisne Yeh Sab Khel Dharti Mata (1938) 03:10 40742
 
Poster of Dharti Mata (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Pt Sudarshan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:10   Song Number : 40742   

Kya Humne Bigaada Hai Bhanwara (1944) 03:09 17970
 
Poster of Bhanwara (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Khemchand Prakash
Duration : 03:09   Song Number : 17970   

Lag Gai Chot Karejwa Yahudi Ki Ladki (1933) 03:20 17207
 
Poster of Yahudi Ki Ladki (1933)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:20   Song Number : 17207   
Karaoke Songs of K L Saigal, Sad Songs of K L Saigal, Love Songs of K L Saigal, Dance Songs of K L Saigal, Hip-hop songs of K L Saigal, Best songs of K L Saigal, Super hit songs of K L Saigal, hit songs of K L Saigal, duet songs of K L Saigal, solo songs of K L Saigal, old songs of K L Saigal, famous songs of K L Saigal, Hindi Karaoke Songs of K L Saigal, Hindi Sad Songs of K L Saigal, Hindi Love Songs of K L Saigal, Hindi Dance Songs of K L Saigal, Hindi Hip-hop songs of K L Saigal, best Hindi songs of K L Saigal, super hit Hindi songs of K L Saigal, hit Hindi songs of K L Saigal, duet Hindi songs of K L Saigal, solo Hindi songs of K L Saigal, old Hindi songs of K L Saigal, famous Hindi songs of K L Saigal, Sing Along Songs of K L Saigal, Sing Along Sad Songs of K L Saigal, Sing Along Love Songs of K L Saigal, Sing Along Dance Songs of K L Saigal, Sing Along Hip-hop songs of K L Saigal, Sing Along Best songs of K L Saigal, Sing Along Super hit songs of K L Saigal, Sing Along hit songs of K L Saigal, Sing Along duet songs of K L Saigal, Sing Along solo songs of K L Saigal, Sing Along old songs of K L Saigal, Sing Along famous songs of K L Saigal